Monday, October 5, 2009

Adhoori

Waqt kam tha baaten adhori rh gain

ache logon se mulaqatein adhori rh gain

baad mein barsa bohot meri ankhon ka pani

kon kehta hai k brsatein adhori rh gai,

Saturday, October 3, 2009

Tera piyar kaheen mar na dale mjhko...

Kar Na Dunya_e_Ghum k Hawaly Mujh kø,,

Ma¡n Tabassum Høøn Tu Høntøn Pe Sajaaly Mujh kø..

Tu M¡la Hy Tø ye h¡ khøf Laga Rehta Hy,,

Mera M¡lna k¡s¡ Uljhan Ma¡n Na Daaly tujh kø..

Is yaqeen Par H¡ Andherøn Ma¡n Safar jaar¡ Hy,,

M¡l H¡ jaaengy k¡s¡ Røøz Ujaaly Mujhkø..

Ter¡ Nafrat Ne Tø Majbøør k¡ya hy jeeny Par,,

Ab Tera Pyaar kaheen Maar Na Daaly Mujhkø..

Be N¡yaaz¡ ka ye Andaza Nah¡ kuch Bh¡ MØHSIN,

Baat Tø Tab Hy k tu D¡l Se N¡kaaly Mjhkø....

Wo dost hamara kesa hi?

Ae moj-e-hawa ab to hi bata
wo dost hamara kesa hai

jo bhol gaya humko kabse wo jan se piara kesa hai

kia us k jewan lamhon mein koi lamha mera baqi hai.

Friday, October 2, 2009

poem

Meri Zindagi ki kitab Hai,
Hai Warq Warq Yun Saja Hua,,

Sar-E-Ibtada
Sar-E-Inteha,
Tera Naam Dil Pe Likha Huwa,,

Ye Chamak Dhamak To Faraib Hai,
Mujhe Dekh
Gehri Nigah Sey..

Hai Libas
Mera Saja Huwa, Mera Dil Hai
Lakin Bhujha Huwa..

Meri Aankh
Teri Talash Mei, Yun
Bhatkti Rehti Hai Raat Din..

Jesy Janglon Mei Hiran Koi,
Ho Shikariyon Mei Ghira Huwa...!!